Chor bazari phir se lyrics with english translation from Bhool chuk maaf | Rajkummar Rao, Tanishk Bagchi, pritam, Sunidhi Chauhan (مترجمة بالعربية)




🎵 Song:  chor bazari phir se  

🎬 Movie: Bhool Chuk Maaf

🎤 Singer: Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan, Zahrah S Khan & Pravesh  

📝 Lyrics: Irshad Kamil 

🎼 Music: Tanishk Bagchi & pritam 

🎭 Cast: Rajkummar Rao and Wamiqa Gabbi 

🏷 Label: Sony Music Entertainment India 


 أغنية chor bazari phir se مترجمة بالعربية للمغني  نيراج شريدهار و سونيدهي شوهان و زهرة من فيلم Bhool chuk maaf

الفيلم من تمثيل نجم الهند راجكومار راو وفاميكا غابي



أغنية Chor bazari phir se مترجمة بالعربية مع الكلمات


Chor bazaari do nainon kee pehle thi aadat jo hat gayi 
Pyaar kee jo teri-meri umr aayi thi vo katt gayi
Tu bhi tu hai main bhi main hoon duniyaan saaree dekh ulat gayi
Tu naa jaane main naa jaanoon kaise saaree baath palat gayi
Ghatni hi thi ye bhi ghatana ghatate-ghatate lo ye ghat gai
Haan chor bazaari do nainon kee pehle thi aadat jo hat gayi

Jhoomariya jhoomariya manwa
Ban baagi sa
Jhoomariya jhoomariya tanwa
Bedaagi
Man mera dhad dhad dhad dhadkaaye
Koi na phir sar sar sar chadh jaaye
Kasam se baazi haath na apne aaye
Nain agar lad jaayein

Taareef teri karnaa tuje khone se darana
Haan bhool gaya ab tujh pe din mein chaar dafa maranaa

Taareef teri karnaa tuje khone se darana
Haan bhool gaya ab tujh pe din mein chaar dafa maranaa

Laaj-sharam kee choti-moti jo thi dori vo bhi katt gayi
Chowk-chaubaare gali-mohalle khol ke main saare ghunghat gayi
Ek hue the do se donon donon kee ab raahen bant gayi
Haan chor bazaari do nainon kee pehle thi aadat jo hat gayi

Bade hi nain ladaake se
Lade the roz baazaaron mein
Kisi ko dhoond hi lete the
Sadak pe roz hazaaron mein
Bahas nahin kam kam kam karte
Na ab yeh gham gham gham karte
Badal gaye dheere dheere do naina
Mera kya kya kya kehna

Haan chor bazaari do nainon kee pehle thi aadat jo hat gayi
Haan rang-birangaa paani pee ke sidhi-saadi kudi bighad gayi



 Chor bazari phir se lyrics with english translation 


Lyrics with english translation will be uploaded soon 

Stay tuned !

.
.

تقرير كامل عن الفيلم و كل التفاصيل

.

"Previewing the second song release ‘Chor Bazari Phir Se’ from ‘Bhool Chuk Maaf’, featuring Rajkummar Rao and Wamiqa Gabbi. Composed by Tanishk Bagchi and Pritam, it is sung by Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan, Zahrah S Khan and Pravesh. Penned by Irshad Kamil, stay tuned for the full song which is out tomorrow!
تعليقات